Safar Lyrics from movie Notebook features Zaheer Iqbal and Pranutan Bahl in lead roles. Safar song is sung by Mohit Chauhan. It has music composed by Vishal Mishra and while lyrics are penned by Kaushal Kishore. Notebook is directed by Nitin Kakkar.
Enjoy The Superhit Song ‘Safar‘ Video Song and Lyrics
Safar Song Lyrics
Oh Bandeya Dhoondhe Hai Kya
Raahein Teri Hai Ghar Tera
Chalna Wahan, Jaana Wahan..
Khudtak Kahin Pahunche Jahan…
Kadam Utha Aur Sath Mein Ho Le
Shehar Shehar Yeh Tujhse Dekho Bole
Tukar Tukar Yoon Apne Naina Khole
Zindagi Pee Le Zara…
Behti Hawaoan Ke Jaise Hain Iraade
Udte Parindon Se Seekhi Hain Jo Baatein
Anjani Raahon Pe Koyi Main Chala…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Thoda Aage Bhadhein Maine Jaana
Yeh Sach Hai To Kya Hai
Uljhe Uljhe Sab Sawaal
Zindhgi Hai Kya, Main Kaun Hoon
Maine Yeh Jaana..
Mujhe Mil Hi Gaye Sab Jawab…
Dekho Na Hawa Kaanon Mein Mere Kehti Kya
Boli Wekh Fareeda Mitti Khuli
Mitti Utte Fareeda Mitti Dulli
Chaar Dina Da Jee Le Mela Duniya
Phir Jaane Hona Kya…
Behti Hawaoan Ke Jaise Hain Iraade
Udte Parindon Se Seekhi Hain Jo Baatein
Anjani Raahon Pe Koyi Main Chala…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Yeh Kaisa Safar Hai Jo Yoon Duba Raha
Ja Paaun Kahin Main Ya Laut Ke Aa Raha
Woh Chehre Woh Aakhein, Woh Yaadein
Purani Mujhe Poochhti..
Yeh Nadiya Ka Paani Bhi Behta Hai Kehta Yehi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Main Safar Main Hoon
Khoya Nahi…
Movie : Notebook
Song : Safar
Singer : Mohit Chauhan
Musics : Vishal Mishra
Lyrics : Kaushal Kishore
Stars : Zaheer Iqbal and Pranutan Bahl
Director : Nitin Kakkar
Music Label : T-Series
Release Release : 29 Mar. 2019